Binance App Me P2P Payment Ka Kaise Istemal Kare | USDT Kharide

p2p kya hota he aur ye Binance app me P2P Payment kaise karte he

Binance app ek cryptocurrency exchange karne ke liye use hone wala platform he jo sabhi cryptocurrency ko exchange karne ki service deta he.

binance ek secure buy and sell karne ke liye use kiya jata he jo ki ek crypto coin jaise BTC, USDT, ETH, BNB , Etc. aur ye sabhi cyptocurrency he.

cryptocurrency ek digital currency jo ki decentralize currency he yani ye ek aisi currency he jo ki ki bhi sarkar ya samuday ke under me nahi ata.

P2P Payments Kya Hota He ?

P2P (Peer to Peer) Payments ek exchange system he jiske istemal se aap kisi bhi user se indian rupees to  koi bhi cryptocurrency buy kar sakte ho. par ye transaction sirf do (2) person ke bich hoti he isme koi bhi ther party jaise ki bank app aur koi dusra exchange platform.

Binanace App Me P2P Payment Ka Kaise Istemal Kare 

1. Binance app login - P2P Payments ke liye apko pehele Binance app lite version download karke app me apna account bana lena he aur fir usi account me log in karna he 

download binance application android mobile

2. Paise jode - Apko p2p ke dwara khole huye account me fund dalna he to screen shot me dikhaye gaye add fund button pe click karna he.

add fund - binance app me paise dale



3. P2P Option Chune - Add fund par click karne ke bad apko tin option dikhai denge Buy With P2P, Buy With INR Receive via Pay. apko buy with P2P par click karna he.

4. P2P User Chune - apke mobile screen par diffennt P2P user ki list aa chuki hogi vahi par uper filter hoga filter ka istemal kar aap payment method jaise ki upi bank transfer aur lighning upi jaise option select kar sakte he.

p2p payment ke liye user chune


5. Amount dale -  apke mobile screen par order place karne ke liye optin aa chuke hoge, enter amount par click karke aap jitne ka payment karna chate he ustna kar sakte he.

p2p payment ke liye p2p order place kare

NOTE- Aapko ek limit li gai hogi si ke bich aap transaction kar sakte he.

Post a Comment